LiFi Kya Hai Aur Kaam Kaise Karta Hai
LiFi Kya Hai Aur Kaam Kaise Karta Hai LiFi Kya Hai Friends, aap WiFi ke bare me to jante hoga, per apko pata hai ki LiFi Kya hota hai. Yah ek aisi Techonology hai jo Humari aaj ki Lifestyle Change kar sakti hai. Aap apni daily life me Internet, Browsing, Facebook, Whatsapp, etc ko chalate hai aur isse Access karne ke liye apko chahiye Internet Connection. Downloading ya Uploading ki baat ho to jyada important hota hai High Speed Internet Connection. Aap generally Internet access karne ke liye Wifi ya Mobile Browser ka use karte hai, agar baat Net Speed ki kare to app Wifi ko hi prefer karenge but aisa nhi hai, ab Internet World me ek aisi Techonology aane wali hai jo WiFi ki tulana me kai guna fast hai. To chaliye iske bare me vistar se apko batate hai ki LiFi kya hota hai. LiFi Kya Hai LiFi ka pura naam Light Fidelity hai. Yah ek High Speed Optical Wireless Connection hota hai. Iss Technology me Visible Lights (Surya se niklne vali ro...